Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho kuchh lamhe jeevan ke chura len saanson ki ye aag bujha len duniya se door nayi duniya basa len jab se mili hai tujhse nigaahein jaadu ye kaisa mujhpe hua ke dil jab tanha lagta hai mujhe kuchh aisa lagta hai tu jhaank raha hai ankhiyon mein ho ho aaj ka har ek pal sundar hai kal kya ho kisko ye khabar hai lamba safar zindagi muqtasar hai darr lag raha hai kya jaane kya ho dil tujhko maine jabse diya udi hain neendein aankhon se teri aisi hi baaton se badnaam huyi hoon sakhiyon mein ho ho nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho taaron se ye maang saja doon hothon pe ek phool khila doon tere liye saari duniya bhula doon mehkega sara gulshan humaara dil ka sahara baahen teri
saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o sajni sukh rajni saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa tune pyaas jaga di nayi aag lagaa di mera ang ang jala jaaye o sajni sukh rajni zara nain mila le lagi dil ki bujha le tere sang sang koi aaye tera roop sahaa nahin jaaye saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune kahe saara zamana mujhe tera deewana sada haar haar tujhe chaahun meri preet puraani huyi teri deewani jiya baar baar tujhe chaahun tere ghum mein maza mujhe aaye teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa mere nain naseele mere honth raseele jiya jhoom jhoom mera gaaye o sajni sukh rajni ye fiza bhi sarabi ye hawa bhi sarabi tujhe choom choom idhar aaye mujhe door kahin liye jaaye saara
hmmmmmmm hmmmmm hmmmmmm hooooo ooooooo sarakti jaaye hai sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab hoooo ooooo nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa hmmmmmm jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda hoooooo hayaa yaklakhat aayi aur shabaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab shab e phurkat ka jaaga hoon shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone doooooo kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab sawaal e wasal par unko sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna hoooo dabe honthon se dete hain jawaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab wo
sare bazaar aha oho aha karenge pyaar aha oho ehe sare bazaar karenge pyaar na koi parda naa diwaar o duniya manegi manegi manegi mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jab tumpe humko marna phir duniya se kya darna jo ji mein aaye karna hai naa raani hai naa raani koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke koi rok sake toh roke koi tok sake toh toke hum rahenge tere hoke hai naa jaani hai naa jaani le bhi le haath haath mein le bhi le haath haath mein baat badhegi baat baat mein aa laga yaara koi lappa koi lara to duniya manegi manegi manegi haan mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai mohabbat aise hoti hai sare bazaar karenge pyaar sare bazaar karenge pyaar karenge pyaar sare bazaar jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye jab dil pe dil aa jaye yeh duniya ko thukraye phir kaun isse samjhaye hai naa
saree ke fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saree se fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re touch karke touch karke touch karke touch karke kahan chal di bach karke touch karke touch karke touch karke dil se dil attach kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saree ke fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saaya jab se mila tera saaya bhaya mujhe har baar tu bhaya laaya sapne hazaar tu laaya aise aise haan aise aise aise jaise aaya jabse hai yaar tu aaya chhaya banke hai pyaar tu chhaya laaya sapne hazaar tu laaya aise aise haan aise aise aise sach karke sach karke mere sapne sach karke kahan chal di bach kar ke touch karke touch karke touch karke dil mera kyun scratch kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re saree ke fall sa kabhi match kiya re kabhi chhod diya dil kabhi catch kiya re ghar se chali main jahan kabhi ghar se sar se chunri kahan udi sar se
karta nahin kyun dusraa kuchh baat cheet dekhta hoon main jise wo chup teri mehfil mein hai wo chup teri mehfil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan hum abhi se kya bataayen kya humare dil mein hai kya humare dil mein hai kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed aashiquon ka aaj jamghat koonchaa e qaatil mein hai koonchaa e qaatil mein hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sakht raahon se guzar jaayenge seena taan kar sakht raahon se guzar jaayenge seena taan kar sakht raahon se guzar jaayenge seena taan kar ehle dil hi jaante hain jo mazaa mushkil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai humsafar hai maut faansi hai humara raasta humsafar hai maut faansi hai humara raasta ab humara jo kadam hai daaman e manzil pe hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai waqt aane par zamaane ko khabar ho jaayegi waqt aane par zamaane ko khabar ho jaayegi hum abhi se kya bataayen kya humaare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e
are sasu tirath are sarura tirath sasu tirath sarura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai sasu tirath sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi jab roothe to yaad aati hai saali biwi jab roothe to yaad aati hai saali saali jija ko pyaari hai wo gori ho ya kaali lekin apni kismat mein to saala hai na saali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath aah aah sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaron dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali phoolon se pyaari lagti hai jab jab deti hai gaali twaddi to saanu pata nahin par saddi te makhna wali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath are sasura tirath tirath
sata le aye jahaan naa kholenge jubaan sitam tere kabhi to beasar ho jaayenge pukaaro laakh tum naa phir lautenge hum ke hum bhi raah ki iss dhool mein kho jaayenge sata le aye jahaan jalan dil ki to kehti hai ke main uth jaaun mehfil se jalan dil ki to kehti hai ke main uth jaaun mehfil se magar ummeed daaman ko mere chhodegi mushkil se are chhodegi mushkil se thake haare hain hum jahaan tootega dam bichha ke sej angaaron ki chup so jaayenge sata le aye jahaan kisi ke pyaar ka chanchal ishaara yaad aata hai kisi ke pyaar ka chanchal ishaara yaad aata hai hai kal ki baat wo har har nazaara yaad aata hai nazaara yaad aata hai mera dil tod kar wo honge bekhabar thi kisko ye khabar wo kya se kya ho jaayenge sata le aye jahaan naa kholenge jubaan sitam tere kabhi to beasar ho jaayenge sata le aye jahaan
sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge diye hain tune aise ghum kabhi jo kam nahin honge sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai kami kya hogi duniyaa mein agar ek hum nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko yehi duniyaa humen dhundhegi hum jiss dam nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge
sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar ghum se bhara hoon main aur mujhe ghum na do phool maange the maine mujh ko haar na do sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar yaaden thi kitni hansi roye aasmaan roye zameen sehar ka hum kya karen yaar apna saath nahin sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar har dil mein zinda hai tu insaan nahin farishta hai tu gareebon ki hai jaan tu insaan par ehsaan tu sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar
tu hi tu tu hi tu satrangi re tu hi tu tu hi tu mann rangi re tu hi tu tu hi tu satrangi re tu hi tu tu hi tu mann rangi re dil ka saaya hum saaya satrangi re mann rangi re koi noor hai tu kyun door hai tu jab paas hai tu ehsaas hai tu koi khaab hai ya parchhayi hai satrangi reeeeeeee satrangi re is baar bata munh zor hawaa thaihre ki kahan aankhon ne kuchh aise chhuwa halka halka uns hua halka halka uns hua dil ko mehsoos hua tu hi tu tu hi tu jeene ki saari khushboo tu hi tu tu hi tu aarzoo aarzoo tere jism ki aanch ko chhute hi mere saans sulagne lagte hain mujhe ishq dilaase deta hai mere dard bilakhne lagte hain tu hi tu tu hi tu jeene ki saari khushboo tu hi tu tu hi tu aarzoo aarzoo chhooti hai mujhe sargoshi se aankhon mein ghuli khamoshi se main farsh pe sajde karta hoon kuchh hosh main kuchh behoshi se dil ka saaya hum saaya satrangi re mann rangi re koi noor hai tu kyun door hai tu jab paas hai tu ehsaas hai tu koi khaab hai ya parchhayi hai satrangi
pehlan ta kudi ne ludhiana vi ni tappeya si tappeya si tappeya si pehlan ta kudi ne ludhiana vi ni tappeya puchhe bina gharon baahar pair vi ni rakheya jadon di madam ji shehar vich aayi bas party diya gallan kar di rehndi yeh kudi saturday saturday kar di rehndi yeh kudi saturday saturday kar di rehndi yeh hanji phir ek vaar dekho aaya shanivaar party karne ke liye baby ji ho gayi taiyyar sarojni ke kapde pehen ke jaati madam disco vip mein complimentary shots bhi de do isko isko gaadi chahiye lambi usme music chahiye loud ye jaati mehenge club mein jahaan hota dhang ka crowd ludhiyane se aayi ladki university padhti hai kehti to hai student hai but i doubt mundeyaan de palle ni tu chhaddeya ni kakh jado sunday monday kare tera jhootte khanda lakk aati honda mein audi mein jati tu khisak suck suck baby what the 24 vi ghante fever tenu chadiya club da da da da da da roz raati soni soni kudiyan nu labh da da da da da haan 24 vi ghante fever tenu chadiya club da roz
ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai jaago uth kar dekho jeevan jyot ujaagar hai satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram aa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram sundaram aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram raama avadh mein raama avadh mein kaashi mein shiv kanhaa vrindaavan mein dayaa karo prabhu dekhoon inko dayaa karo prabhu dekhoon inko har ghar ke aangan mein radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek soorya hai ek soorya hai ek gagan hai ek hi dharti mata dayaa karo prabhu ek banne sab dayaa karo prabhu ek banne sab sab ka ek senaata radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aa
Sau Baar Banakar
sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge kismat humen milne se rokegi bhala kab tak inn pyaar ki raahon mein bhatkegi wafaa kab tak kadmon ke nishaan khud hi manzil ka pata honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge ye kaisi udaasi hai jo husn pe chhayi hai hum door nahin tumse kehne ko judaayi hai armaan bhare do dil phir ek jagaah honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge
sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar ka lekar sahara chal raha hai ye jahaan pyaar shabnam pyaar shola pyaar hi baad e sabaa phool kaliyaan chandtaare sab mohabbat ke nishaan sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai dil ki dhadkan jiski sargam hai yahi wo saaz hai chahe bhanwre ka ho naghma ya papeehe ki sada pyaar kehte hain jise wo ek hi awaaz hai sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar
sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam har ghadi har har kadam hoo rehna hai saath mein ae sanam yaad aa gayi bhooli huyi wo daastaan tum kaun thi main kaun tha hum the kahaan sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam qismat ko bhi hum hara ke mil gaye har doori ko hum mita ke mil gaye wo ghum ho ya wo khushi ho wo maut ho zindagi ho hum saath hain saath hain hum saath hain sau janam haan lenge hum tere hi pyaar mein ae sanam har ghadi har har kadam ho rehna hai saath mein ae sanam
sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha mujhe tum se pyaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahega sadiyon se tujhse milne jiya beqaraar tha jiya beqaraar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahegaa sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha mujhe tum se pyaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahega tum rootha na karo meri jaan meri jaan nikal jaati hai tum hansti rehti ho to ik bijli si chamak jaati hai tum rootha na karo meri jaan meri jaan nikal jaati hai tum hansti rehti ho to ik bijli si chamak jaati hai mujhe jeete ji o dilbar tera intezaar tha tera intezaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahega sadiyon se tujhse milne jiya beqaraar tha jiya beqaraar tha aaj bhi hai aur kal bhi rahegaa iss dil ke taaron mein madhur jhankar tumhin se hai aur ye haseen jalwa ye mast bahaar tumhin se hai iss dil ke taaron mein madhur jhankar tumhin se hai aur ye hasin jalwa ye mast bahaar tumhin se hai dil to ye mera sanam tera talabgaar tha tera talabgaar tha aaj bhi hai aur kal bhi rehega sau saal pehle
heyyyyyy ayeeeee eeeeeee heyyyyyy sau saal pehle ki baat haiiiiiiiii hey sau saal pehle ki baat hai bhaarat ke ik pariwar mein ik tyaag murty baalak kaa avtaar hua sansaar mein sau saal pehle ki baat hai uss tyaag murti baalak per dekho honi ne anyaay kiya masoom abhi palne mein tha mamtaa kaa aanchal chheen liya sauteli maata se usko maata ka pyaar naa mil paaya maali tha bagiyaa thi phir bhi mann ka to phool naa khil paayaaaaa hey uss kali se komal baalak ko patjhar hi mila bahaar mein ik tyaag murty baalak kaa avtaar hua sansaar mein sau saal pehle ki baat hai bhola bhala tha aur ke dukh se dil ko dukhi kar leta tha auron ki aankh ke aansun apne daaman mein bhar leta tha thi chaar diwaari mein naari aur tha agyaan ka andhiyaara har taraf thi maut mahamaari aur bhookha tha bharat saaraaaaa hey usse man hi man vairaagya hua jab dukh dekhe sansaar mein ik tyaag murty baalak kaa avtaar hua sansaar mein sau saal pehle ki baat hai ik roz nikal jaaye na kahin beta ban
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sar Se Sarke Silsila (1981) 05:38 12246
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Shashi Kapoor
Duration : 05:38   Song Number : 12246   

Sara Mora Kajra Chhudaya Tumne Do Dil (1965) 05:26 16430
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 05:26   Song Number : 16430   

Sarakti Jaaye Hai Deedar-E-Yaar (1982) 06:34 15150
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ameer Meenai
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:34   Song Number : 15150   

Sare Bazaar Karenge Pyaar Katilon Ke Kaatil (1981) 04:05 37448
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 04:05   Song Number : 37448   

Saree Ke Fall Sa R Rajkumar (2013) 03:54 37209
 
Poster of R Rajkumar (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 37209   

Sarfaroshi Ki Tamanna Shaheed (1965) 03:43 15192
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Chopra, Pran
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 15192   

Sarfaroshi Ki Tamanna Shaheed Bhagat Singh (1963) 05:55 18783
 
Poster of Shaheed Bhagat Singh (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Harbhajan Mann
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:55   Song Number : 18783   

Sasu Tirath Sasura Tirath Souten (1983) 05:08 20154
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 20154   

Sata Le Aye Jahaan Sasural (1961) 03:35 12478
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:35   Song Number : 12478   

Satayega Kise Tu Shisham (1952) 02:47 12496
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:47   Song Number : 12496   

Sath Mera Chhod Kar Pyaas (1982) 05:43 12435
 
Poster of Pyaas (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Shiv Kumar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh, Tanuja
Duration : 05:43   Song Number : 12435   

Satrangi Re Dil Se (1998) 07:20 18631
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Manisha Koirala
Duration : 07:20   Song Number : 18631   

Saturday Saturday Humpty Sharma Ki Dulhania (2014) 03:34 36047
 
Poster of Humpty Sharma Ki Dulhania (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Toshi - Sharib
On Screen Actors- 
Varun Dhawan, Alia Bhatt
Duration : 03:34   Song Number : 36047   

Satyam Shivam Sundarm Satyam Shivam Sundaram (1978) 06:11 21224
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Padmini Kolhapure
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:11   Song Number : 21224   

Sau Baar Banakar Ek Raat (1967) 03:10 38261
 
Poster of Ek Raat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 38261   

Sau Baar Janam Lenge Ustadon Ke Ustad (1963) 03:21 12527
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 12527   

Sau Baras Ki Zindagi Sachaai (1969) 04:12 37511
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:12   Song Number : 37511   

Sau Janam What's Your Raashee (2009) 02:59 17011
 
Poster of What's Your Raashee (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Sohail Sen
On Screen Actors- 
Harman Baweja, Priyanka Chopra
Duration : 02:59   Song Number : 17011   

Sau Saal Pehle Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:41 21225
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dev Anand
Duration : 03:41   Song Number : 21225   

Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Saraswatichandra (1968) 04:02 15021
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Nutan, Others
Duration : 04:02   Song Number : 15021